Aaradhna Me Hai Chhutkara Lyrics

5/5 - (18 votes)

Aaradhna Me Hai Chhutkara Lyrics in Hindi

Aaradhna Me Hai Chhutkara Lyrics
Aaradhna Me Hai Chhutkara Lyrics

आराधना में है छुटकारा

(1)
आराधना में है छुटकारा,
आराधना में है चंगाई – 2

शरीर प्राण आत्मा में,
शांति आनंद देता है,
जान से भी प्यारा प्रभु – 2

(कोरस)
प्रार्थना करें आराधना करें,
वो अच्छा है कितना भला है – 2

छुटकारा पाएं हमेशा हालेलुईया,
छुटकारा पाएं हमेशा – 2

(2)
माँगोगे तुम्हें मिलेगा,
ढूँढोगे तो पाओगे,
मांगों तो तुम्हें मिलेगा,
ढूंढो तो तुम पाओगे

खटखटाओ खुलेगी,
स्वर्ग की आशिषे,
पाओ तुम उसे अभी – 2

प्रार्थना करें आराधना करें,
वो अच्छा है कितना भला है – 2

छुटकारा पाएं हमेशा हालेलुईया,
छुटकारा पाएं हमेशा

(3)
प्रार्थना करो निरंतर,
प्रार्थना करो विश्वास से – 2

धर्मी जन की प्रार्थना,
विश्वास की प्रार्थना,
खोलती है सारे बंधन – 2

प्रार्थना करें आराधना करें,
वो अच्छा है कितना भला है – 2

छुटकारा पाएं हमेशा हालेलुईया,
छुटकारा पाएं हमेशा

आराधना में है छुटकारा,
आराधना में है चंगाई – 2

शरीर प्राण आत्मा में,
शांति आनंद देता है,
जान से भी प्यारा प्रभु – 2

See also  Stuti Ho Teri Yeshu Masih Lyrics

प्रार्थना करें आराधना करें,
वो अच्छा है कितना भला है – 2

छुटकारा पाएं हमेशा हालेलुईया,
छुटकारा पाएं हमेशा – 2

Aaradhna Me Hai Chhutkara Lyrics in English

Aaradhna Me Hai Chhutkara

(1)
Aaradhna Me Hai Chhutkara,
Aaradhna Me Hai Changai – 2

Shareer Pran Aatma Me,
Shanti Aanand Deta Hai,
Jaan Se Bhi Pyaara Prabhu – 2

(Koras)
Prarthna Karen Aaradhna Karen,
Wo Accha Hai Kitna Bhala Hai – 2

Chhutkara Payen Hamesha Haleluiya,
Chhutkara Payen Hamesha – 2

(2)
Mangoge Tumhe Milega,
Dhundhoge To Paoge,
Mango To Tumhe Milega,
Dhundho To Tum Paoge

Khatkhatao Khulegi,
Swarg Ki Ashishe,
Paao Tum Use Abhi – 2

Prarthna Karen Aaradhna Karen,
Wo Accha Hai Kitna Bhala Hai – 2

Chhutkara Payen Hamesha Haleluiya,
Chhutkara Payen Hamesha

(3)
Prarthna Karo Nirantar,
Prarthna Karo Vishwas Se – 2

Dharmi Jan Ki Prarthna,
Vishwas Ki Prarthna,
Kholti Hai Sare Bandhan – 2

Prarthna Karen Aaradhna Karen,
Wo Accha Hai Kitna Bhala Hai – 2

Chhutkara Payen Hamesha Haleluiya,
Chhutkara Payen Hamesha

Aaradhna Me Hai Chhutkara,
Aaradhna Me Hai Changai – 2
Shareer Pran Aatma Me,
Shanti Aanand Deta Hai,
Jaan Se Bhi Pyaara Prabhu – 2

Prarthna Karen Aaradhna Karen,
Wo Accha Hai Kitna Bhala Hai – 2

Chhutkara Payen Hamesha Haleluiya,
Chhutkara Payen Hamesha – 2

👇 Song Credit By 👇

Song: Aaradhna Me Hai Chhutkara

See also  Mere Prabhu Mere Yeshu Tu Hi To Sab Kuchh Mera Lyrics

👇 See More 👇

Aaradhna Ho Aaradhna Khudawand Yeshu Ki Aaradhna Lyrics

Mahima Khuda Ki Ham Milkar Gayenge Lyrics

Kyon Tu Darta Hai Tere Liye Wo Ladta Hai Lyrics

Maine Jeevan Paya Hai Yeshu Tere Kadmo Me Lyrics

Karunamay Koi Hota Tu Hi Hai Yahova Lyrics

Jindgi Ke Rasta La Tai Sangi Chun Lebe Lyrics

🙌 God Bless You 🙌

✨ Ise Apno Ke Saath Share Karein

5 thoughts on “Aaradhna Me Hai Chhutkara Lyrics”

Leave a Comment

Masih Life Receive daily Bible verses! 🙏
✅ Subscribed Successfully!
Aapko Masih Life pe rozana vachan milte rahenge.
WhatsApp